~ taras gaye qafas-e-lab se yun riha hoone na raazdan mile lafzon ko aashna hoone
~ badhaae qadam tumne raah-e-junoo.n par
ke taa-umr shikwa gila kijiyega
~ baat karne aata hai na likhne aata hai hame
haan ravaani aagayi par bad-kalaami ab rahi
~ shoq ki tere intehaa hun mai
tujh me jaane kaha kaha hun mai
